Binance Account Kaise Banaye 2026?
2026 me Crypto trading India me sabse tezi se badh raha hai aur Binance duniya ka No.1 crypto exchange hai jaha 200 million+ users hai. Agar aap bhi Crypto me apna career start karna chahte ho ya UNI, BTC jaise coins kharidna chahte ho to sabse pehla step hai Binance par account banana. Is guide me mai aapko bina kisi technical language ke bataunga ki Binance Account Kaise Banaye 2026 me , KYC kaise kare aur P2P se paise kaise add kare. Binance Account Ke Liye Kya Chahiye? Ek Active Gmail ID Mobile Number OTP ke liye Aadhar Card ya PAN Card (KYC ke liye compulsory) Aapki age 18+ honi chahiye Ek Smartphone ya Laptop Step 1: Binance Par Registration Kaise Kare? (2026 New Method) Step 1: Sabse pehle Google me search kare Binance.com ya Play Store se Binance: Buy Bitcoin & Crypto app download kare. Hamesha official app hi download kare. Step 2: App open karte hi Sign Up / Register par click kare. Yaha aapko Email se sign up ka option milega. Apna Gmail ID dale. St...